Secret sauce that brings YouTube followers, views, likes
Get Free YouTube Subscribers, Views and Likes

Ek Dil | Muhammad Samie | Official Video

Follow
Muhammad Samie

Short Sufi Spells (Chapter 2) | The Fourteenth Spell
======================================
Singer: Muhammad Samie
Composition & Arrangements: Muhammad Samie
Lyrics’ Selection & Arrangement: Muhammad Samie
Poets: Seemab Akbarabadi | Natiq Lakhnavi | Hafeez Jalandhari | Josh Malihabadi | Muhammad Samie
======================================
Video Director: Muhammad Samie
PostProduction: Muhammad Samie
Art Work & Video Concept: Muhammad Samie
Music Production, Mixing and Mastering: J Ali
DoP: Muhammad Samie & J Ali
Wardrobe: Muhammad Samie
Calligraphy: AttaurRehman
Video Production House: Short Sufi Films
======================================
© 2022 – Short Sufi Spells
© 2022 – Short Sufi Films
======================================
Follow Samie on:
Youtube:    / muhammadsamie  
Facebook:   / msamieofficial  
Instagram:   / samie_muhammad  
Twitter:   / muhammadsamie  
Official Website: https://www.muhammadsamie.com
======================================
LYRICS:
Gham mujhe hasrat mujhe vehshat mujhe sauda mujhe
Aik dil de kar Khuda ne de diya kya kya mujhe (Seemab)

Hai husooleaarzu ka raaz tarkeaarzu
Main ne duniya chhorh di to mil gai duniya mujhe (Seemab)

Hai azal ki is ajab bakhshi pe hairani mujhe
Ishq lafaani mila hai zindagi faani mujhe (Hafeez)

Dekhte hi dekhte duniya se main uth jaaunga
Dekhti ki dekhti reh jaaegi duniya mujhe (Seemab)

Saari duniya keh bhi de apna to mujh ko fikr kya
Mujh ko matlab is se hai bus tu kahe apna mujhe (Samie)

Is qadar dooba hua dil dard ki lazzat mein hai
Tera aashiq bheerh mein hi kyun na ho khalvat mein hai (Josh)
Mujh ko matlab is se hai bus tu kahe apna mujhe

Do jahan ki muskurahat tere gham pe ho nisaar
Tera gham mera tabassum mera fakhroinkisaar (Samie)
Mujh ko matlab is se hai bus tu kahe apna mujhe

Gharq kar deti hai kashti nakhuda ki bekhudi
Chorh de wo maikada saqi jahan madhosh hai
Keh raha hai shoredariya se samandar ka sukoot
Jis ka jitna zarf hai utna hi wo khamosh hai (Natiq)
Mujh ko matlab is se hai bus tu kahe apna mujhe
#MuhammadSamie #EkDil #ShortSufiSpells #ShortSufiFilms

posted by Gontarskie1